Sunday, March 1, 2009

Door door tak dekhta hoon........


Door door tak dekhta hoon manzil nahin dikhti,

Abhi nahin to kabhi dekhne ki khwahish rakhta hoon.

Khoi khoi rahon mein bhatakta rahta hoon,

Kissi anjane ki yadon mein khoya rahta hoon,

Dekhne ki khwahish hai usko,

Kash mil jaye meri wo manzil,
Jiski mein tamanna karta hoon.

No comments: