Sunday, March 1, 2009

Daastaan-e-gham-e-dil........


Daastaan-e-gham-e-dil unko sunai na gayi.

Baat bigdi kuchh aisi ki banai na gayi.

Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein,

Lekin ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi.