Saturday, January 24, 2009

Tum chand ho jise ....


Tum chand ho jise sab yaad karte hain.

Humari kismat to taroon jaisi hai.

Humein yaad karna to dur,

Log apni khushi k liye,

Humare tutne tak ki fariyad karte hain.