Saturday, January 24, 2009

Aankhon mein ....


Aankhon mein ansu ko ubharne na diya.

Mitti ke moti ko bikharne na diya.

Jis raah mein the tere kadmon ke nishan,

Us raah se kisi aur ko guzarne ne diya.