Sunday, March 1, 2009

Yadon ki dhund mein...........


Yadon ki dhund mein aapki parchai si lagti hai,

Kaanon mein gunjti shehnai si lagti hai,

Aap karib hain to apnapan hai,

Varna seene me saans bhi parai si lagti hai.