Thursday, March 12, 2009

Parakhna mat parakhne main ....


Parakhna mat parakhne main koi apna nahin rehta.

Kisi
bhi ayine mein der tak chehra nahin rehta.

Mohabbat ek khushbu hai humesha saath chalti hai,

Koi insaan tanhai mein bhi tanha nahin rehta.

1 comment:

Jyoti said...

bahut badia.............
simran aapki shayari vakya hi lajavab hai.