Sunday, March 1, 2009

Mulaqat waqt ki........


Mulaqat waqt ki mehmaan ho gayi,

Nazar ki duniya viraan ho gayi.

Kya karein saans bhi meri ab nahi rahi,

Yeh zindagi aap pe kurbaan ho gayi.