Sunday, March 1, 2009

Meri zindagi ka sahara..........


Meri zindagi ka sahara nahi hai,

Is jahan me koi hamara nahi hai.

Chhua unka daaman to woh haskar bole,

Dost ye daaman tumhara nahi hai.