Tuesday, March 3, 2009

Mehak mohabbat ki kabhi kam na hogi ....


Mehak mohabbat ki kabhi kam na hogi,

Zindagi mohabbat se kabhi kam na hogi.

Saath jo zindagi main agar aaap ka ho,

To zindagi JANNAT se kam na hogi.