Sunday, March 1, 2009

Hichkiyon se ek baat ka........


Hichkiyon se ek baat ka ehsas to hota hai,

Ki shayad koi humein yaad to karta hai.

Milne na aaye to kya,

Hum par chand lamhe to barbaad to karta hai.