Tuesday, March 3, 2009

Har lafz ko........


Har lafz ko kagaz pe utara nahi jaata,

Har naam ko sar-e-aam pukaara nahi jaata.

Hoti hai pyar mein kuch raaz ki baatein,

Yunhi to iss khel mein hara nahi jaata.