Tuesday, March 3, 2009

Apna dil apni tabahi ka sabak ....


Apna dil apni tabahi ka sabak hota hai,

Yeh jawani ka zamana bhi ajab hota hai.

Kaun si baat ne kis sakhs ka dil tod diya,

Bolne wale ko aehsaas bhi kab hota hai.