Sunday, March 1, 2009

Aazmaish pyaar me ....


Aazmaish pyaar me jaruri ho sakti hai,

Na mil pana kisi ki majburi ho sakti hai,

Yaad dur se kar sakte hain,

Par dil ki hasrat to milne se he puri ho sakti hai.