Tuesday, March 3, 2009

Aarzu honi chahiye kisiko yad karne ki ....


Aarzu honi chahiye kisiko yad karne ki,

Lamhe to apne aap mil jate hain.

Waqt hona chaahiya kisike sath guzarne ke liye,

Bahane to apne aap ban jate hain.

No comments: