Sunday, February 1, 2009

Yun dur rahekar ....


Yun dur rahekar duriyan badhaya nahi karte.

Apnon ko kabhi sataya nahi karte.

Har waqt jise tumhara khayal ho,

Usay apni awaz ke liye tadpaya nahi karte.