Thursday, February 26, 2009

Kitani jaldi mein mulakaat........


Kitani jaldi mein mulakaat guzar jati hai.

Pyas bujhti nahin aur barsat guzar jati hai.

Apani yadon se keh do is tarah se na aya karein,

Nind ati nahin aur raat guzar jati hai.