Thursday, February 26, 2009

Din sara yaadon mein........


Din sara yaadon mein guzar jata hai,

Phir bhi raat ko aapka hi khayaal aata hai.

Kuchh yaadein is kadar ban jaati hain ki,

Aaine mein bhi chehra aapka nazar aata hai.