Sunday, February 1, 2009

Aasoon ko bahut samjhaya..........


Aasoon ko bahut samjhaya,

Tanhai mein aaya karo.

Mehfill mein yun mazak na udaya karo.

Is par aasoon tadap kar bole,

Itne logon mein aapko tanhaa pate hain,

Isi liye hum chale aate hain.