Saturday, January 24, 2009

Zindagi ....


Kya tum wohi ho jise mein yaad karta hoon.

Zindagi se sirf yahi fariyaad karta hoon.

Ke tum milo mujhe zindagi main kahin,

Yeh dua khuda se main baar baar karta hoon