Friday, January 30, 2009

Umar ki rah mein ....


Umar ki rah mein raste badal jate hain.

Waqt ki andhi mein insaan badal jate hain.

Sochte hain tumhe itna yaad na karein lekin,

Ankh band karte hi irade badal jate hain.