Saturday, January 24, 2009

Tum se bichda to mat puch kidhar jaunga ....


Tum se bichda to mat puch kidhar jaunga.

Chupchap teri gali se guzar jaunga.

Jab tujko hogi mere haal-e-pareshan ki khabar,

To ashk bankar tere gaalo se lipat jaunga.