Friday, January 23, 2009

Rishta ....


Tumhara hamara rishta to,

Aankhon aur palkon jaisa hai.

Palak kuch der na jhapke,

To aankh ro deti hai.

Agar aankh mein kuch chala jaye,

To palak tadap uthti hai.