Saturday, January 24, 2009

Pyase ko ek katora pani kaafi hai ...


Pyase ko ek katora pani kaafi hai.

Ishq mein chaar pal ki zindagani kaafi hai.

Dubne ko samandar mein jayein kyon,

Unki palkon se tapka woh ek aansu kaafi hai.