Saturday, January 24, 2009

In aankhon mein aansu ...


In aankhon mein aansu aye na hote.

Jo tum peeche mudkar muskuraye na hote.

Tumhare jaane ke baad ye khayaal aaya,

Kaash tum meri zindagi mein aaye na hote.