Saturday, January 24, 2009

Bewafa ....


Aaj ham unhe bewafa bana ke aaye hain.

Unke khaton ko pani me duba kar aaye hain.

Koi nikal ke padh na le woh khat,

Is liye pani mein bhi aag laga kar aaye hain.