Friday, January 30, 2009

Badli hui takdeer ...


Kabi badli hui takdeer nazar aati hai.

Yaadon ki bas ek zanjeer nazar aati hai.

Padein bhi to kya padein yaar,

Mujhe shabdon mein bhi teri tasveer nazar aati hai.