Thursday, November 27, 2008

Shaam ki tanhai mein......

Shaam ki tanhai mein kho na jana.

Barish ki masti mein doob na jana.

Milegi zarur zindagi mein manzil tumko,

Unhe paakar kahin humein bhool na jana.