Monday, November 17, 2008

Nakaam si koshish.......

Nakaam si koshish kiya karte hain.
Hum hain ki unse pyar kya karte hain.
Khuda ne takdir me ek tuta tara bhi nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain.