Monday, November 17, 2008

Har aansu ka matlab.....

Har aansu ka matlab gam nahi hota.

Dur rehne se pyar kam nahi hota.

Aati hai tumhari yaad har dum mujhe kyonki,

Yaadon ke aane ka koi mausam nahi hota.