Tuesday, October 28, 2008

Insaanon ke kandhe par.....


Insaanon ke kandhe par insaan jaa rahe hain.

Kafan mein lipte kuchh armaan ja rahe hain.

Jinhe mile hain bewafa pyar me,

Wo wafa ki tallash me shamshan ja rahe hai.