Tuesday, October 7, 2008

Duriyon ki parwah....


Duriyon ki parwah na kiya kijiye.

Dil jab bhi pukare bula liya kijiye.

Hum jyada door nahi aapse,

Bas apni ankhen ko apni palko se mila liya kijiye.