Tuesday, October 7, 2008

Dil mein....


Kisi ke dil mein basna bura to nahi.

Kisi ko dil mein basana khata to nahi.

Yehi zamane ki nazar hai to kya hua,

Zamane wale bhi insaan hain khuda to nahi.