Monday, September 8, 2008

Na kashti na kinara.......


Na kashti na kinara hai koi.

Na manzil na jine ka sahara hai koi.

Na aansu na khushi ka ishara hai koi.

Par aap hain to lagta hai, hamara hai koi.