Mil jate hain to katra kar chale jate hain.
Haye mausam ki tarah log bhi badal jate hain.
Hum to abhi tak kaid hain dosti mein yaro,
Thokar kha kar suna tha k sambhal jate hain.
Umar bhar jinki vafaon ka bharosa kijae,
Waqt padne par wahi log badal jate hai.