Chah kar bhi unhein hum bhula n sake.
Shikwa nahi koi unki bewafai par hamein,
Unki jafaa ko magar hum bhula n ske.
Raah chuni thi khud hi is manzil ki humne magar,
Manzil ke kareeb hum ja n ske.
Aisa nahi k humein mahobbat nahi unse,
Yeh hakikat magar unhein hum bataa n ske.