Thursday, January 11, 2007

Pyaase ko ek katra....


Pyaase ko ek katra pani kafi hai.


Ishq mein chaar pal ki zindgani kafi hai.


Dubne ko samandar bhi kam par jayein,


Unki sharmate huye palkein jhukani kafi hai.