Wednesday, January 10, 2007

Kudrat ke karishmon mein....


Kudrat ke karishmon mein agar raat na hoti,


To khwabon me bhi unse mulakaat na hoti,


Yeh dil har ek gam ki wajah hai.


Yeh dil na hota to koi baat na hoti.